Monday, August 31, 2009

Jaate Jaate

Jaate Jaate Wo Humko,
likhna Sikha gaya,
Ishq aisa diya humko,
ki jina bhul diya.

khush hoga wo kisi aur manzil par,
hum bhi khush hain,
Ki wo khush hoga kisi aur manzil par,

Ishq Na sambhla hum se,
Aur gira diya humne khud ko,
Ab tamnna na rahi uthne ki,
ke bus ab to Uth jaana hai humko.